LYRIC
Ab Talak Lyrics by Yasser Desai, the latest hindi song 2022, music has been given by Jitendra Vishwakarma, and Ab Talak Lyrics are penned by Vikas Dubey.
Ab Talak Lyrics
Abb talak
Usi mod pe khada hoon main
Jis mod se tu
Kabhi mud gaya
Abb talak
Usi mod pe khada hoon main
Jis mod se tu
Kabhi mud gaya
Dhup aayi chaw aayi
Baarishein bhi laut aayi
Dhup aayi chaw aayi
Baarishein bhi laut aayi
Tu naa jaane kaha ruk gaya
Ab talak
Usi mod pe khada hoon main
Jis mod se tu
Kabhi mud gaya
Aitbaar pe tere hi
Hai tiki zindagi
Intezar main tere hi
Baithi hai meri har khushi
Yaad hun ya bhul gaye
Sath hun ya chhod gaye
Mausam ki tarha iradhe tumhare
Mausam ki tarha har waade tumhare
Kahi pe baadal toh gaye na
Ab talak
Usi mod pe khada hoon main
Jis mod se tu
Kabhi mud gaya
Ab talak
Usi mod pe khada hoon main
Jis mod se tu
Kabhi mud gaya
SONG INFO:
Song: Ab Talak
Singer: Yasser Desai
Lyrics: Vikas Dubey
Music: Jitendra Vishwakarma
Music Label: Eros Now Music