LYRIC

Jai Hanuman Lyrics by Hansraj Raghuwanshi, latest Hindi Devotional song 2022, featuring Padma Shri Bajrang Punia, music has been given by Ricky T GiftRuler, and jai hanuman song lyrics are penned down by Ricky T GiftRuler.

Jai Hanuman Lyrics

Jai Hanuman Jai Hanuman
Jai Hanuman Jai Hanuman

Bhakt na hanumat koi
Tujhsa hai dekha
Teri na koi tulna

Shish nawaye
Shree Ram ke charno mein
Jiska hai koi mool na

Siya Ram ki ke kaaj saware
Shree Lakshman ji ki ke pran ubaare,
Jo lanka ko ek shan mein jalaye
Wo hai mere Hanuman

Jai Hanuman Jai Hanuman
Jai Hanuman Jai Hanuman
Tujhsa na hai koi jag mein
Sarv shaktiman

Jai Hanuman Jai Hanuman
Jai Hanuman Jai Hanuman
Tujhsa na hai koi jag mein
Sarv shaktiman…

Kesari nandan hee dukh bhanjan
Tore bina na mora koi sahara,
Naiya hai bajarangi mori haath tumhare
Dikhlaao mohe ik paar kinaara

Asur dal ko maar girave
Seene mein Siya Ram dikhave
Maata Anjani ke hai ye laal

Jo nigal suraj ko jaave
Panch mukhi avatar dikhave
Haath mein parvat ko le aave
Wo hai mere Hanuman

Jai Hanuman Jai Hanuman
Jai Hanuman Jai Hanuman
Tujhsa na hai koi jag mein
Sarv shaktiman

Jai Hanuman Jai Hanuman
Jai Hanuman Jai Hanuman
Tujhsa na hai koi jag mein
Sarv shaktiman…

Sukshma roop dhare
Har mushkil ko hal kare
Main kasht mein hota hoon
Tu kasht sanhar kare

Jab bhi duniya thukarave
Tuhi swikar kare
Dev balihaari shankar avatari
Mujh par rakhna ehsaan

Siya Ram ki ke kaaj saware
Shree Lakshman ji ki ke pran ubaare
Jo lanka ko ek shan mein jalaye
Wo hai mere Hanuman

Jai Hanuman Jai Hanuman
Jai Hanuman Jai Hanuman
Tujhsa na hai koi jag mein
Sarv shaktiman

Jai Hanuman Jai Hanuman
Jai Hanuman Jai Hanuman
Tujhsa na hai koi jag mein
Sarv shaktiman…


SONG INFO:

Song: Jai Hanuman
Singer: Hansraj Raghuwanshi
Lyrics: Ricky T GiftRuler
Music: Ricky T GiftRuler


Added by

lyricsmin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO