LYRIC
Jalwanuma Lyrics by Javed Ali, Pooja Tiwari, from the movie “Heropanti 2“, latest Hindi song 2022, featuring Tiger Shroff, Tara Sutaria & Nawazuddin Siddiqui, music has been given by A R Rahman, and jalwanuma song lyrics are penned by Mehboob.
Jalwanuma Lyrics
Main taan tere naal
Tere naal, tere naal, tere naal
Tere naal hi rehna
Main taan tere naal
Tere naal, tere naal
Tere naal hi rehna
Dhoon ya chhaon ya din raatein
Tere junun ki barsaatein
Tere zikar pe raks hai mera
Mere sheeshe mein aks hai tera
Hoja jalwanuma
Hoja jalwanuma
Mere kadmon mein aahat teri
Sarghoshi sath hai meri
Hoja jalwanuma jalwanuma
Hoja jalwanuma
Main taan tere naal
Tere naal, tere naal, tere naal
Tere naal hi rehna
Main taan tere naal
Tere naal, tere naal
Tere naal hi rehna
Dhoon ya chhaon ya din raatein
Tere junun ki barsaatein
Guncha guncha iss dil ka
Khushboo se teri mehke
Alfazon ko thi bezubaani
Teri boli sunke chehke
Main taan tere naal
Tere naal, tere naal, tere naal
Tere naal hi rehna
Main taan tere naal
Tere naal, tere naal
Tere naal hi rehna
Dhoon ya chhaon ya din raatein
Tere junun ki barsaatein
SONG INFO:
Song: Jalwanuma
Singer: Javed Ali, Pooja Tiwari
Music: A R Rahman
Lyrics: Mehboob