LYRIC

Kuhu Bole Lyrics by Shalmali Kholgade faturing Adhyayan Suman, Sara Loren from “Ishq Click”, latest hindi song, and Kuhu Bole Song Lyrics is written down by Shellee, and music is given by Satish-Ajay.

Kuhu Bole Lyrics

Sharte Hai Laagi Huyi Sapno Se Zindagi
Zindagi Ki Sharte Hai Laagi Huyi

Jagmag Jaadu Jaagi Khushiyon Ko Par Laage
Khushiyon Ko Par Laage, Laage Kayi

Kuch Hai Gila Na Shikwa
Hai Fursat Ye Hi Mitwa

Haule Haule Kuhu Bole
Kuhu Bole Haule Haule
Jiyara Haaye Re Hiyara (X2)

Maujo Mein Ber Mann Yeh
Baaka Sa Baankpan Yeh
Saudhi Maati Si Hai Mehki Ye Bastiyan (X2)

Aune Paune Sone Lage Lamhe Ye Balchin
Ghadiya Waah Ji Badiyan
Haule Haule Kuhu Bole
Kuhu Bole Haule Haule
Jiyara Haaye Re Hiyara

Sunti Hoon Saaj Bajte
Deep Aashao Ke Jalte
Behki Behki Hai Mann Ki Bastiyan (X2)

Hansu Baajun Yunhi Naachun
Chhan Chhan Bahe Jaise Jharna
Jhar Jhar Haan

Haule Haule Kuhu Bole
Kuhu Bole Haule Haule
Jiyara Haaye Re Hiyara

Raunake Hain Dil Ke Dar Pe
Haath Rabb Ka Kab Se Sar Pe
Ye Fizaye Hain Hawaye Meherbaan (X2)

Joban Ki Umr Kahe Itraye
Ye Umariya Main Gujariya
Haule Haule Kuhu Bole
Kuhu Bole Haule Haule
Jiyara Haaye Re Hiyara

Aahatein Hain Pyar Ki Yeh
Hain Sadaayein Yaar Ki Yeh
Ishq Khoje Dhoondhe Mujhko Har Jagah (X2)

Cham Cham Gun Gun Geet Koi Gaaye
Payaliya Hai Paayeliya

Haule Haule Kuhu Bole
Kuhu Bole Haule Haule
Jiyara Haaye Re Hiyara


SONG INFO:

Song: Kuhu Bole
Singer: Shalmali Kholgade
Music: Satish-Ajay
Lyrics: Shellee


Added by

lyricsmin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO