LYRIC


Socha Na Tha Lyrics by Zaeden, music has been produced by Polar Beats, and Socha Na Tha song lyrics are penned down by Kunaal Verma, Sahil Sharma.

Socha Na Tha Lyrics

Jaane Kyun Tere Khayalon Mein
Do Mulakaton Mein Main Kho Gaya
Jaane Kyun Baaton Hi Baaton Mein
Kuch Toh Bata Mujhe Kya Ho Gaya

Tere Yaadon Mein Beete Raatein
Hone Laga Main Tera
Meri Ye Aankhein Tujhe Hi Toh Chahe
Tera Hua Dil Mera

Socha Na Tha
Socha Na Tha
Socha Na Tha
Socha Na Tha

Jaane Kya Kehta Hai Aankhon Se
Baitha Hu Shamon Mein Khud Se Juda
Tune Kaha Hai Meri Saanson Mein
Behti Hawaon Mein Yun Har Jagah

Tere Yaadon Mein Beete Raatein Hai
Hone Laga Main Tera
Meri Ye Aankhein Tujhe Hi Toh Chahe
Tera Hua Dil Mera

Socha Na Tha
Socha Na Tha
Socha Na Tha
Socha Na Tha..

Tere Yaadon Mein Beete Raatein Hai
Hone Laga Main Tera
Socha Na Tha
Meri Toh Raahon Tu Sath Jaaye
Jagta Hu Main Main Mujhmein
Maine Socha Na Tha


SONG INFO:

Song: Socha Na Tha
Singer: Zaeden
Music: Polar Beats
Lyrics: Kunaal Verma, Sahil SharmaAdded by

lyricsmin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO