LYRIC

Tu Mera Koi Na Hoke Bhi Kuch Lage Lyrics by Arijit Singh & Sachin-Jigar, music has been produced by Sachin-Jigar, and Tu Mera Koi Na Hoke Bhi Kuch Lage song lyrics are penned down by Amitabh Bhattacharya.

Tu Mera Koi Na Hoke Bhi Kuch Lage Lyrics

Tu mera koyi na hoke bhi kuchh laage
Tu mera koyi na hoke bhi kuchh laage
Kiya re jo bhi tune kaise kiya re
Jiya ko mere baandh aise liya re

Samajh ke bhi na main samajh saku

Savero ka tu mere sooraj laage
Tu mera koyi na hoke bhi kuchh laage
Tu mera koyi na hoke bhi kuchh laage
Tu mera koyi na hoke bhi kuchh laage

Apna bana le piya
Apna bana le piya
Apna bana le mujhe
Apna bana le piya

Apna bana le piya
Apna bana le piya
Dil ke nagar me
Sheher tu basa le piya

Chhoone se tere haan tere haan tere
Pheeki ruto ko rang lage

Hmmm

Chhoone se tere, haan tere, haan tere
Pheeki ruto ko rang lage
Teri disha mein kyun chalne se mere
Pairo ko pankh lage

Raha na mere kam ka jag sara
Hai bas tere nam se hi guzara
Ulajh ke yun na sulajh main Saku

Jubaniya teri jhoothi bhi sachi laage
Tu mera koyi na hoke bhi kuchh laage
Tu mera koyi na hoke bhi kuchh laage
Tu mera koyi na hoke bhi kuchh laage

Apna bana le piya
Apna bana le piya
Apna bana le mujhe
Apna bana le piya

Apna bana le piya
Apna bana le piya
Dil ke nagar me
Sheher tu basa le piya

O sab kuch mera chahe
Naam apne likha le
Badle me itni toh yaari nibha le
Jag ki hirasat se mujhko chhuda le

Apna bana le
Bas Apna bana le
Apna bana le
Apna bana le


SONG INFO:

Song: Apna Bana Le
Artist: Arijit Singh & Sachin-Jigar
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Amitabh Bhattacharya


Hey there! I want to tell you about a cool song called “Apna Bana Le” by an artist named Arijit Singh & Sachin-Jigar. It’s part of an album called “Bhediya,” released in 2022. The music for this track was created by Sachin-Jigar, while the lyrics were by Amitabh Bhattacharya. So, if you’re into music, this might be something you’d enjoy checking out!

???? Dive into the enchanting world of emotions with the soulful lyrics of “Apna Bana Le” by Arijit Singh and Sachin-Jigar from the movie Bhediya (2022). Feel the magic as the words weave a tale of longing and love. “Raha na mere kam ka jag sara, Hai bas tere nam se hi guzara,” echoing the sentiments of a heart entangled in the web of affection. Join the journey of emotions, where every note resonates with the universal language of love. Let the melody wrap around you, making each word a piece of your own story. ????✨ #MusicMagic #ApnaBanaLe #ArijitSingh


Added by

lyricsmin

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO