LYRIC
Barsaat Ka Mausam Lyrics by Sagar Purohit, latest romantic hindi song 2022, music has been given by Sagar Purohit and Gravity Music India and Akash Pratap Singh, and barsaat ka mausam song lyrics are penned by Sagar Purohit.
Barsaat Ka Mausam Lyrics
Pass bulaakar, tujhko mere
Apne dil ka haal sunaoon
Yeh bhi bataoon, voh bhi bataoon
Tujhse juda mein reh naa paoon
Tumne kaha tha saath jiyoge
Tumne kaha aur na kiya
Tera pata poochta chala hoon
Lekar dil yeh mera
Hoon dar pe tere khada
Rakh itni si iltija
Barsaat ka mausam hai
Tu bhi sang mere bheeg jaa
Meri yaad mein tu aabaad rahe
Chhota sa ghar ho tera
Jismei mein rahoonga sada
Hokar tera rehnuma
Barsaat ka mausam hai
Tu bhi sang mere bheeg jaa
Laut aana kabhi
Tumko hai yeh kasam
Chhodh jaaoge eise toh
Mar hi jaayenge hum
Mannatoan mein bhi zydatar
Tujhko maange the hum
Keh diya tha khuda se bhi
Tu mile har janam
Mera khuda, kyu na raha
Kyu tu humsafar na raha
Mein musaafir bhatka rahaa
Dil bhi roya tanha rahaa
Dharkane dil ki thamjaaye
Bin tere bewajah
Hoon dar pe tere khada
Rakh inti si iltija
Barsaat ka mausam hai
Tu bhi sang mere bheeg jaa
Phir ho na sakeinge juda
Humdum mere humnava
Barsaat ka mausam hai
Tu bhi sang mere bheeg jaa
SONG INFO:
Song: Barsaat Ka Mausam
Singer: Sagar Purohit
Lyrics: Sagar Purohit
Music: Sagar Purohit and Gravity Music India and Akash Pratap Singh
Label: Eros Now Music